Friday, December 31, 2010

Ummeed..(Writing)

Ummeed pe duniya kayam hai,
Jeevan naamak pustak ke paath kabhi kabhi lagtey hai k khatm hue hai.
Par ho sakta hai ki kuch aisa ho aage ke hume lage,
Kisi paath ke kisi uss aise panne ki hume tarash hai,
Jo shayad bahot jaruri hai fir se padhna.
Dhundli hoti yaadon ko shayad fir se jaruri hai taaza krna,
Shayad fir se wahi khushiya laut aye.
Isiliye kehti hu..ummeed pe hi duniya kayam hai doston!! :-)

~By Aditi

Har aansu kuch kehta hai..(Writing)

Tinka tinka aansu inn ankho mein,
Har aansu mein kuch nami si hai.
Kisiko dhundhti hai yeh ankhein,
Har saans kuch sehmi si hai.

Bas tu aa jaye kahi se..bhar le muje bahon mein apni,
Zindagi mein teri kami si hai.
Tu aa jaye toh yuh kas lu tujhe paas mein,
Humari zindagi humesha yuhi thami rahe.

Na ho kabhi duur ek duje se,
Aur zindagi kahe wah kya mahobbat hai!
Tinka tinka aansu inn ankho mein,
Har aansu mein kuch nami si hai.

~By Aditi

Thursday, December 23, 2010

Vedyagat ka asa ugichach hotay..(Writing)

Dole mitle tari tuch,
Dole ughadle tari tuch..
Vedyagat ka asa ugichach hotay,
Mann maza tujhyatach gunntat ka jatay.

Vatet chalta chalta..Arey!! visaraylach hotay,
Ekti basli asta..khudkan hasayla yetay..

Vichar karta tuza,
Ghetli ek kahani vachayla..
Vichar karta tuza,
Ghetli ek kahani vachayla..
Vicharatun jaag aali tevha kalala,
Arey!! Pustak ultach dharlay!
Haha :-D Vedyagat ka asa ugichach hotay,
Mann maza tujhyatach gunntat ka jatay.

Kasa veda mann sambhalena hotay,
Bhaan kuthe haravlay..kalenasa hotay.

Dole mitle tari tuch,
Dole ughadle tari tuch..
Vedyagat ka asa ugichach hotay,
Mann maza tujhyatach gunntat ka jatay.

~By Aditi